Tumhein Apna Banana Hai Lyrics - Salman Ali
Lyrics
Tumhein Apna Banana Hai - Salman Ali
Na din mein chain
Na raat ko aaram
Subah shaam sirf
Tera hi naam.
Tumhein dil mein basana hai
Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banana hai
Tumhein apna banana hai.
Tumse ishq nibhana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai.
Tere bina hai jeena mera bewajah
Meri aashiqui ka hai tu aasra
Aye yaara hai jabse mujhe tu mila
Bas teri hi yaadon ka hai silsila.
Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banana hai
Tumhein apna banana hai.
Woh teri meri
Mulaqaton ka mausam
Jaata nahi hai
Mere dil se woh aalam.
Banke nishani
Jal raha hai seene mein
Har pal tera ishq
Aye mere humdam.
Tere vaaste hai meri arziyan
Hai tujhse hai meri saari mann marziyan
Tere hi liye meri sargoshiyan
Tu karde mukkamal meri yaarian.
Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai.
Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai.
Teri gali mein
Jabse duniya basayi
Aankhon mein sagar
Nami dil pe hai chhayi.
Bujh na sakega
Teri yaadon ka lawa
Saanson mein khushbu
Teri hai samayi.
Meri yeh tadap yeh meri tishnagi
Hai tujhse hi ab toh meri bandagi
Zara jhaank ke dekh le dil mein tu
Nazar aayegi meri deewanagi.
Tumhein dil mein basana hai
Tumheinn apna banaana hai
Tumheinn apna banaana hai.
Tumhein dil mein basana hai
Tumheinn apna banaana hai
Tumheinn apna banaana hai.
You can listen to it on a number of music streaming services such as Spotify, Joox, Langit Musik, Google Play, Pandora, SoundCloud, Deezer, Amazon Music, iTunes, Apple Music or streaming on the following Youtube site.
MUSIC VIDEO Tumhein Apna Banana Hai - Salman Ali