Khairiyat Lyrics - Gadar 2

Khairiyat Lyrics - Gadar 2
Lyrics
Khairiyat - Gadar 2
Song : Khairiyat
Movie : Gadar 2
Singer : Arijit Singh

Aye do jahan ke maalik
Sun le meri ghuzarish
Mere jigar ke tukde
Ke vaaste yeh khwaahish

Woh jahan bhi jis jagah ho
Tera hath sar pe rakhna
Hardum har ghadi haan
Tu fikar uski karna

Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Bas khairiyat se rakhna

Kabhi tezz dhoop uska
Badan jala na payein
Kabhi tezz dhoop uska
Badan jala na payein

Kabhi baarishein bhi usko
Beemar kar na paaye
Ho lihaaf tann pe uske
Tere hathon se tu dhakna
Usko lage na thokar
Itna karam tu karna

Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Bas khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Bas khairiyat se rakhna

Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna

MUSIC VIDEO Khairiyat - Gadar 2

Popular posts from this blog